In kaale kaale naino ki kya baat hum karen,
In nakhre vaaliyon ki kya baat hum karen,
Itni fursat se banaya hai inhe khuda ne,
Inse dil lagane vaalo ki hum shikayat kya kare,
Woh hansi …Woh adaa…
Hai woh sharmo-hyaa,
Is chand ki surat ko Hum chand kya kahe,
Ek jhalak ki deewani hai jiski yeh duniya,
Uske didar ki shikayat hum kya kare