|
NishAAn......
Kya tera hai....., Kya hai mera.... Zindagi ki dhoop mein,...Kahan hai savera....
Phalsafa hai yeh afsaano ka... Dard ka jo rishta hai...
Jis din chale jayenge hum... Aankhe apni nam naa karna
Nishaan apni ungliyon ke ..... Chod jayenge hum... Un yadon ko tum hamari, yun.. dafan.. naa...karna
|
|